- sOmeThin bOut LiFe -
Agar Tujhe Meri Yaad Aae To Qabar Par Aajana - Tere Marne Ka Dukh Hai Ro Kar Bas Itna Keh Dena..!!
Zindagi ne sikhaya hamein
Zindagi ne sikhaya hamein
Kissi par umeed na rakana
Par rakana aithbar har kisi pe
Zindagi ne sikaya hamein
Agar tum kudh ko chaho gay
Tho Har koi acha lagey ga
Zindagi ne sikhaya hamein
Tum ko bura nahi lagey ga
Agar dekho ke samne wale ki nazar se
Zindagi ne sikhaya hamein
Na rona uss par jo nahin hai tumara
Jo hai tumara ussi se kush rahna
Zindagi ne sikhaya hamein
Nafrat se mohabbat karo ge to, Nafrat ko mohabbat ho jaye ki
Mohabbat se Nafrat karo ge to, Mohabbat nafrat mein badal jaye ki
Zindagi ne sikhaya hamein
Na dhoondo kushi ko, Na dhoondo chain
Kushi, Chain dhoodne se nahin milti
Yeh hain kudh ke andhar, mehsoos karke dekho
Zindagi ne sikhaya hamein
Kaante hain malee phool ke
Phool ko chaha aur kaante ko chodiya
Zindagi ne sikhaya hamein
Koi acha lagta hai
Jab tak woh bura na karde
Zindagi ne sikhaya hamein
Bewafa wafa nahin kar sakthey
Wafa kare jo woh bewafa nahin ho sakthey
Zindagi ne sikhaya hamein
Maut ne ki wafa tho
Zindagi ko bewafa kahe diya
Zindagi ne itna sikhaya hamein ke
Na gilah hai zindagi se.